SEARCH RESULTS
Showing search results for "pashiimaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "pashiimaa.n"
Ghazal
KHud pashiimaan hu.e ne use sharminda kiyaa
ishq kii vaz.a ko kyaa KHuub nibhaayaa ham ne
Shahryar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ik vo ki aarzu.o.n pe jiite hai.n umr bhar
ik ham ki hai.n abhii se pashiimaan-e-aarzuu!
Akhtar Shirani
Ghazal
us naaz-e-hosh ko ki hai muusaa pe taana-zan
ik din naqaab ulaT ke pashiimaa.n to kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ko.ii pursaan-e-vafaa hai na pashiimaan-e-jafaa
zaKHm ham apne dikhaa.e.n to dikhaa.e.n kis ko
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
'faanii'-e-mahjuur thaa aaj aarzuu-mand-e-ajal
aap ne aa kar pashiimaan-e-tamannaa kar diyaa
Fani Badayuni
Ghazal
jis ne qudrat ke har iqdaam se Takkar lii hai
vo pashiimaa.n na hu.aa jabr-e-mashiyyat ke sivaa
Aziz Warsi
Ghazal
sharm kar sharm ki ai jazba-e-taasiir-e-vafaa
tere haatho.n vo pashiimaan-e-jafaa hote hai.n
Hasrat Mohani
Ghazal
palko.n pe larazte hu.e taare se ye aa.nsuu
ai husn-e-pashiimaa.n tire qurbaan ga.e ham
Saifuddin Saif
Ghazal
armaan hai jinho.n ko ve ab kare.n mohabbat
ham to hu.e pashiimaa.n dil ke ta.ii.n lagaa kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
jin ko hamdard samajhte ho ha.nse.nge tum par
haal-e-dil kah ke na ai 'shaad' pashiimaa.n honaa
Naresh Kumar Shad
Ghazal
ai dost mohabbat kii nazaakat hai nazar me.n
ham tujh ko kisii taur pashiimaa.n na kare.nge
Kausar Niyazi
Ghazal
jin ko fareb-e-shauq me.n aanaa thaa aa chuke
ab to tire karam ko pashiimaa.n kare.nge ham
Qabil Ajmeri
Ghazal
de tiraa husn-e-taGaaful jise hai chaahe fareb
varna tuu aur jafaa.o.n pe pashiimaa.n honaa