SEARCH RESULTS
Showing search results for "patvaar"
Ghazal MATCHES FOR "patvaar"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ne haatho.n ko hii patvaar banaayaa varna
ek TuuTii hu.ii kashtii mire kis kaam kii thii
Parveen Shakir
Ghazal
vo kashtiyaa.n mirii patvaar jin ke TuuT ga.e
vo baadbaa.n jo taraste rahe havaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
dariyaa se abhii tak hai vahii rabt hamaaraa
kashtii me.n hamaarii ko.ii patvaar nahii.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
TuuTe hu.e patvaar hai.n kashtii ke to ham kyaa
haarii hu.ii baaho.n ko hii patvaar banaa de
Sahir Ludhianvi
Ghazal
saamne ko.ii bha.nvar hai na talaatum phir bhii
chhuuTtii jaa.e hai patvaar ye qissa kyaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
ham Duub ga.e jaagtii raato.n ke bha.nvar me.n
haath us kaa hamaare liye patvaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
Umar Ansari
Ghazal
jab dariyaa kaa ko.ii chhor nahii.n miltaa
kashtii se patvaar ulajhne lagte hai.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
bha.nvar dil kii taho.n me.n ban rahe hai.n
mai.n be-patvaar hotii jaa rahii huu.n
Ambarin Salahuddin
Ghazal
dhuup se bar-sar-e-paikaar kiyaa hai mai.n ne
apne hii jism ko diivaar kiyaa hai mai.n ne
Shakeel Azmi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kaise dariyaa ko karuu.n paar ki mere mohsin
naav to dete hai.n patvaar nahii.n dete hai.n
Abdushshukoor Aasi
Ghazal
kab tak nadii kii tah me.n utaaroge kashtiyaa.n
ab ke to haath me.n ko.ii patvaar le chalo
Adeem Hashmi
Ghazal
ma.njdhaar se Takraa.e hai.n himmat nahii.n haare
TuuTii hu.ii patvaar pe ye zo'm rahaa hai