SEARCH RESULTS
Showing search results for "patvaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "patvaar"
Sher
patvaar gir ga.ii thii samundar kii god me.n
dil kaa safiina phir bhii lahuu ke safar me.n thaa
Karamat Ali Karamat
Sher
kashtii kii tarah tum mujhe dariyaa me.n utaaro
mai.n biich bha.nvar me.n tumhe.n patvaar banaa.uu.n
Khursheed Akbar
Ghazal
apnii baaho.n ko ham ne patvaar kiyaa thaa
tab jaa kar vo KHuun kaa dariyaa paar kiyaa thaa
Akhtar Shumar
Ghazal
aisii dahshat thii fazaa.o.n me.n khule paanii kii
aa.nkh jhapkii bhii nahii.n haath se patvaar gire
Shakeb Jalali
Sher
jab thake haatho.n se patvaar bhii gir jaate hai.n
ain girdaab me.n hotaa hai kinaara paidaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
PAGE MATCHES FOR "patvaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "patvaar"
Ghazal
is tarah se kashtii bhii ko.ii paar lage hai
kaaGaz kaa banaa haath me.n patvaar lage hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
mai.n ne haatho.n ko hii patvaar banaayaa varna
ek TuuTii hu.ii kashtii mire kis kaam kii thii
Parveen Shakir
Nazm
intisab
jis kii beTii ko Daaku uThaa le ga.e
haath bhar khet se ek a.ngusht paTvaar ne kaaT lii hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ai mire paayaab dariyaa tujh ko le kar kyaa karuu.n
naaKHudaa patvaar kashtii baadbaa.n rakhte hu.e
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
Parvin Shere
Ghazal
vo kashtiyaa.n mirii patvaar jin ke TuuT ga.e
vo baadbaa.n jo taraste rahe havaa ke liye
Shaz Tamkanat
Sher
baadbaa.n phaa.D ke KHush ho.n na havaa.e.n itnii
ham to haatho.n ko bhii patvaar banaa lete hai.n
Fasih Rabbani
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
jab jab anaa ke haath me.n patvaar aa ga.ii
kashtii Dubone vaalii ko.ii dhaar aa ga.ii
Raakesh ulfat
Ghazal
TuuTe hu.e patvaar hai.n kashtii ke to ham kyaa
haarii hu.ii baaho.n ko hii patvaar banaa de
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dariyaa se abhii tak hai vahii rabt hamaaraa
kashtii me.n hamaarii ko.ii patvaar nahii.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
jab jab anaa ke haath me.n patvaar aa ga.ii
kashtii Dubone vaalii ko.ii dhaar aa ga.ii
Raakesh ulfat
Nazm
hallucination
machheraa machhliyo.n me.n ghir gayaa hai
aur ab patvaar siine se lagaa kar













