SEARCH RESULTS
Showing search results for "payaade"
Ghazal MATCHES FOR "payaade"
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
kyaa hu.aa jo chaal chalte miT ga.e ham piT ga.e
ham payaade the magar maidaa.n me.n ban ke shah ga.e
Aftab Shah
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
jiitne kii hii tamanna thii to lashkar laate
ik payaade me.n mirii maat rakhii hii kab thii
Mukhtar Ansari
Ghazal
'ishq hai 'ishq ye shatranj nahii.n hai saahib
mujh payaade ko na KHaane se haTaayaa jaa.e
Anjum Farooq
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
us ne sukuut-e-shab me.n bhii apnaa payaam rakh diyaa
hijr kii raat baam par maah-e-tamaam rakh diyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
gosh mahjuur-e-payaam o chashm-e-mahruum-e-jamaal
ek dil tis par ye naa-ummiid-vaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
jis taraf bhii chal pa.De ham aabla-paayaan-e-shauq
KHaar se gul aur gul se gulsitaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
is ta'alluq se nikalne kaa ko.ii raasta de
is pahaa.Dii pe bhii baaruud lagaanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
paa.nv kamar tak dha.ns jaate hai.n dhartii me.n
haath pasaare jab KHuddaarii rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
qaasid nahii.n ye kaam tiraa apnii raah le
us kaa payaam dil ke sivaa kaun laa sake