SEARCH RESULTS
Showing search results for "payaam-e-zer-labii"
Ghazal MATCHES FOR "payaam-e-zer-labii"
Ghazal
sikhaa.e.n dast-e-talab ko adaa-e-bebaakii
payaam-e-zer-labii ko salaa-e-aam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sikhaa.e.n dast-e-talab ko adaa-e-bebaakii
payaam-e-zer-labii ko salaa-e-aam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
na kar to ai dil-e-majbuur aah-e-zer-e-labii
na TuuT jaa.e kahii.n ye sukuut-e-niim-shabii
Saqib Kanpuri
Ghazal
payaam-e-zer-e-lab aisaa ki kuchh sunaa na gayaa
ishaara paate hii a.ng.Daa.ii lii rahaa na gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
sunaa hai ban ke shikaayat huzuur tak pahu.nchii
fuGaan-e-zer-e-labii kitnii duur tak pahu.nchii
Masood Qureshi
Ghazal
ba.ndhii hai KHanda-e-zer-e-labii se kuchh ummiid
vo zuud-ranj hai zuud-aashnaa bane na bane
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ik aah-e-zer-e-lab ke gunahgaar ho ga.e
ab ham bhii daaKHil-e-saf-e-aGyaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
ik aah-e-zer-e-lab ke gunahgaar ho ga.e
ab ham bhii daaKHil-e-saf-e-aGyaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
jo sun kar lagii zer-e-lab muskuraane
ye kyaa kah diyaa thaa kalii se sabaa ne
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
zer-e-lab rahaa naala dard kii davaa ho kar
aah ne sukuu.n baKHshaa aah-e-naa-rasaa ho kar
Tabish Dehlvi
Ghazal
jo kamii pahle thii vo phir bhii kamii hai ai dost
ye jo tho.Dii sii ha.nsii zer-e-labii hai ai dost
Masud Husain Khan
Ghazal
abhii hai KHanda-e-gul bhii agar to zer-e-labii
rukaa rukaa saa hai kuchh naGma-e-hazaar abhii