SEARCH RESULTS
Showing search results for "pha.nsaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "pha.nsaanaa"
Ghazal
phir maayuusii ko is me.n pha.nsaanaa hogaa
phir se ummiido.n ne jaal bichhaayaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
jhamak dikhaa ke hame.n aur bhii pha.nsaanaa hai
jabhii to cha.Dhte ho tum jaan jaan koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ik qayaamat thii tirii aaraa.ish-e-husn-o-jamaal
mere dil ko daam-e-gesuu me.n pha.nsaanaa yaad hai
Afzal Peshawari
Ghazal
mai.n ne suljhaa.e hai.n us shoKH ke gesuu aksar
ab isii jaal me.n mujh ko vo pha.nsaanaa chaahe
Zia-ul-Haq Qasmi
Ghazal
shoKHiyaa.n aa.e.ngii ba.Dhne do abhii sin un kaa
zulf-e-pur-pech sikhaa degii pha.nsaanaa dil kaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
'ahd-e-rafta se mirii jaan chhu.Daane vaale
daam-e-fardaa me.n nahii.n mujh ko pha.nsaanaa achchhaa
Ali Tasif
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham KHuld se nikal to ga.e hai.n par ai KHudaa
itne se vaaqiye kaa fasaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
vo baat saare fasaane me.n jis kaa zikr na thaa
vo baat un ko bahut naa-gavaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ho.nTo.n pe mohabbat ke fasaane nahii.n aate
saahil pe samundar ke KHazaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
fasaana-e-shab-e-Gam un ko ik kahaanii thii
kuchh e'tibaar kiyaa kuchh na e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham na hote to kisii aur ke charche hote
KHilqat-e-shahr to kahne ko fasaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
naumiid na ho in se ai rahbar-e-farzaana
kam-kosh to hai.n lekin be-zauq nahii.n raahii
Allama Iqbal
Ghazal
ek ham hii nahii.n phirte hai.n liye qissa-e-Gam
un ke KHaamosh labo.n par bhii fasaane se mile