SEARCH RESULTS
Showing search results for "phaile"
Ghazal MATCHES FOR "phaile"
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHud vo aaGosh-e-kushaada hai jaziire kii tarah
phaile dariyaa.o.n kii maanind mohabbat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
phaile hu.e hai.n shahr me.n saa.e niDhaal se
jaa.e.n kahaa.n nikal ke KHayaalo.n ke jaal se
Adil Mansuri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
nabuud o buud ke phaile hu.e is kaar-KHaane me.n
uchhaltii kuudtii duniyaa hamaarii aazmaa.ish hai
Kaami Shah
Ghazal
haatho.n kii chuu.Dii kii zabaan samajh lete ho
phaile hu.e gajre ke dukh se naa-vaaqif ho
Humaira Rahat
Ghazal
phaile hu.e vo ghaas ke taKHte na the vahaa.n
dar-asl ek silsila-vaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
mere phaile hu.e daaman ke kabhii saath chalo
mu.nh chhupaate hu.e ahbaab dikhaate hai.n tumhe.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
ai havaa-e-taaza aglii manzilo.n kii samt dekh
mujh me.n phaile habs ke aalam kaa andaaza na kar
Aziz Nabeel
Ghazal
Azad Gulati
Ghazal
aafaaq me.n phaile hu.e manzar se nikal kar
chaahaa tujhe maujuud-o-mayassar se nikal kar
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
dil ko shaayad fasl-e-bahaaraa.n raas nahii.n
baaG me.n rah kar KHushbuu ke dukh sahtaa hai