SEARCH RESULTS
Showing search results for "phere.n"
Ghazal MATCHES FOR "phere.n"
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ranj-o-mehan nigaah jo phere.n to pher le.n
lekin mujhe 'aziiz hai.n ranj-o-mehan abhii
Ehsan Danish
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
duniyaa ham ahl-e-ishq pe kyuu.n phe.nktii hai jaal
ham ne tire fareb me.n aanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
jo munkir-e-vafaa ho fareb us pe kyaa chale
kyuu.n bad-gumaa.n huu.n dost se dushman ke baab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ab kyaa fareb diijiye aur kis ko diijiye
ab kyaa fareb khaa.iye aur kis se khaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
husn-e-nazar-fareb me.n kis ko kalaam thaa magar
terii adaa.e.n aaj to dil me.n samaa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham tere ho.nTo.n kii larzish kab bhuule hai.n
paanii me.n patthar phe.nke.n aur lahre.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
yuu.n diijiye fareb-e-mohabbat ki umr bhar
mai.n zindagii ko yaad karuu.n zindagii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
abhii to sub.h ke maathe kaa rang kaalaa hai
abhii fareb na khaa.o ba.Daa a.ndheraa hai