SEARCH RESULTS
Showing search results for "phiraa"
Ghazal MATCHES FOR "phiraa"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n tirii suurat liye saare zamaane me.n phiraa
saarii duniyaa me.n magar ko.ii tire jaisaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kyaa zamaana thaa ki ham roz milaa karte the
raat-bhar chaa.nd ke hamraah phiraa karte the
Nasir Kazmi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kaafir huu.n sar-phiraa huu.n mujhe maar diijiye
mai.n sochne lagaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
galiyo.n me.n phiraa karte the do chaar divaane
har shaKHs kaa sad chaak labaada to nahii.n thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jab kabhii KHvaab kii ummiid ba.ndhaa kartii hai
nii.nd aa.nkho.n me.n pareshaan phiraa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
galii galii tirii KHaatir phiraa ba-chashm-e-pur-aab
lagaa ke tujh se dil apnaa bahut KHaraab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
makka gayaa madiina gayaa karbalaa gayaa
jaisaa gayaa thaa vaisaa hii chal phir ke aa gayaa