SEARCH RESULTS
Showing search results for "piiTnaa"
Ghazal MATCHES FOR "piiTnaa"
Ghazal
ta.Dapnaa tilmilaanaa loTnaa sar piiTnaa ronaa
shab-e-furqat akelii jaan par sau aafat aatii hai
Aasi Ghazipuri
Ghazal
piiTnaa sar apne maatam me.n aziizo yaar kaa
qil.a-e-kunj-e-lahad kii fat.h kaa naqqaaraa thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham bhii dekhe.nge ki aanaa tiraa kyuu.nkar na hu.aa
ye bhii ik khel hu.aa fitna-e-mahshar na hu.aa
Mirza Rahimuddin Haya
Ghazal
kahte hai.n ronaa-piiTnaa hii is me.n ho faqat
yaa'nii Gazal ko sirf Gazal honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
biimaar ko maraz kii davaa denii chaahiye
mai.n piinaa chaahtaa huu.n pilaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
ko.ii fitna taa-qayaamat na phir aashkaar hotaa
tire dil pe kaash zaalim mujhe iKHtiyaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'faraaz' ishq kii duniyaa to KHuub-suurat thii
ye kis ne fitna-e-hijr-o-visaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'Gaalib' chhuTii sharaab par ab bhii kabhii kabhii
piitaa huu.n roz-e-abr o shab-e-maahtaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai me.n ko.ii KHaamii hai na saaGar me.n ko.ii khoT
piinaa nahii.n aa.e hai to chhalkaa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
jalva zaar-e-aatish-e-dozaKH hamaaraa dil sahii
fitna-e-shor-e-qayaamat kis ke aab-o-gil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
har rang me.n jalaa 'asad'-e-fitna-intizaar
parvaana-e-tajallii-e-sham-e-zuhuur thaa