SEARCH RESULTS
Showing search results for "piisne"
Ghazal MATCHES FOR "piisne"
Ghazal
gardish ne us kii surma kiye apne ustuKHaa.n
chakkii hamaare piisne ko aasmaa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bhuul jaate hai.n vo ab roz lagaanaa meh.ndii
roz pisne ko tarastii hai hinaa mere baa'd
Talib Baghpati
Ghazal
yuu.n pisne ko dil laakh pise.n barg-e-hinaa par
vo haath kabhii KHuun me.n bhartaa hii nahii.n hai
Riyaz Khairabadi
Ghazal
aaj vo shoKH hai aur kasrat-e-aaraa.ish hai
dekh kis vaaste pisne ko hinaa aatii hai
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
qabr par aa ke bhii dil piisne aa.e ho miraa
paa.nv rakhne kaa lahad par to ye andaaz nahii.n
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
meh.ndii ko piisne kii vo zahmat kare.nge kyo.n
haatho.n pe mere KHuun kii meh.ndii rachaae.nge
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dil par paanii piine aatii hai.n ummiide.n
is chashme me.n zahr milaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Unknown
Ghazal
Zubair Ali Tabish
Ghazal
zahr piine kii to aadat thii zamaane vaalo
ab ko.ii aur davaa do ki mai.n zinda huu.n abhii
Sudarshan Faakir
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
piite piite tirii ik umr kaTii us par bhii
piine vaale tujhe piine kaa na andaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ashk piine ke liye KHaak u.Daane ke liye
ab mire paas KHazaana hai luTaane ke liye