SEARCH RESULTS
Showing search results for "piiste"
Ghazal MATCHES FOR "piiste"
Ghazal
piiste ho dil kuu.n jyuu.n barg-e-hinaa
haat KHuu.n aaluuda kyaa karte ho tum
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jal gayaa aag me.n aap apne mai.n maanind-e-chiinaar
piiste rah ga.e daa.nt arra-o-sohaa.n kyaa kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hausle dil ke mohabbat me.n jo piste hii rahe
kar ke himmat tire Gamzo.n ke muqaabil to hu.e
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
har qadam par shor-e-mahshar hai bapaa
piste hai.n dil aap kii raftaar se
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Gussa hai zahr haq me.n dil-e-be-aniis ke
almaas piiste ho abas daa.nt piis ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Sadiqa Fatimi
Ghazal
suukhe hu.e patto.n ko jo rau.ndo to sadaa de.n
piste hu.e insaan ke mu.nh me.n to zabaa.n hai
Khaqan Khavar
Ghazal
na to piste hii se raGbat hai na baadaam se shauq
hai magar chashm-o-lab-o-saaqii-o-gulfaam se shauq
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mai vo kyuu.n bahut piite bazm-e-Gair me.n yaa rab
aaj hii hu.aa manzuur un ko imtihaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
qarz kii piite the mai lekin samajhte the ki haa.n
ra.ng laavegii hamaarii faaqa-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
piite piite tirii ik umr kaTii us par bhii
piine vaale tujhe piine kaa na andaaz aayaa