SEARCH RESULTS
Showing search results for "pinjre"
Ghazal MATCHES FOR "pinjre"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
nikaal laayaa huu.n ek pi.njre se ik parinda
ab is parinde ke dil se pi.njra nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
log haatho.n me.n liye baiThe hai.n apne pi.njre
aaj sayyaad ko mahfil me.n bulaa lo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
baahar aane kii bhii sakat nahii.n ham me.n
tuu ne kis mausam me.n pinjre khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
Wasim Nadir
Ghazal
u.D jaa.egaa yaqiin ke pi.njre ko to.D kar
tho.De se par nikalne do vahm-o-gumaan ke
Ali Raza Baloch
Ghazal
lagtaa hai ki pi.njre me.n huu.n duniyaa me.n nahii.n huu.n
do roz se dekhaa ko.ii aKHbaar nahii.n to
Iftikhar Raghib
Ghazal
mai.n ne is baat pe aaKHir ko baGaavat kar dii
kitnii aa saktii hai pi.njre me.n havaa mere liye
Faysal sahib
Ghazal
us panchhii kaa haal 'sachin' kis ne samjhaa
jo pinjre me.n qaid dobaara hotaa hai
Sachin Shalini
Ghazal
Sabir Shah Sabir
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
insaaniyat ke zo'm ne barbaad kar diyaa
pi.njre me.n aa ke sher ko aazaad kar diyaa