SEARCH RESULTS
Showing search results for "pistaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "pistaa.n"
Ghazal
hu.e numuud jo pistaa.n to sharm khaa ke kahaa
ye kyaa balaa hai jo uThtii hai mere siine se
Nizam Rampuri
Ghazal
har ek gaam pe dil piistaa hai ablaq-e-chashm
magar hai surme kaa dumbaala taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
pistaan-e-nau-damiida ne malvaa.e KHuub haath
mai.n daaG-e-hasrat-e-samar-e-KHaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
sadqe us parvardigaar-e-paak ke jis ne kiyaa
bahr-e-tifl-e-Guncha paidaa shiir-e-be-pistaan-e-sub.h
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
jild-e-pistaa.n tak miraa kab tak na hogaa dastaras
in turanjo.n kii bhii qiimat hogii sastii ek din
Muneer Shikohabadi
Ghazal
tere ai parii-paikar siine par nahii.n pistaa.n
taaq-e-husn par goyaa shiisha-e-habaabii hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
tishnagii Thahrii bujhaanaa to bayaabaa.n pe baras
god me.n maa.n kii utar dhartii ke pistaan me.n aa
Naseem Ajmal
Ghazal
qad sarv hai gul chehra hai naaranj hai.n pistaa.n
kyaa lutf hai phal aur hai phuul aur shajar aur
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
Nawab Nazeer Al-Daula
Ghazal
'auraat-e-vahshii khol ke pistaan-haa-e-saKHt
gaatii thii.n tere vaaste birhaa darii.n che shak