SEARCH RESULTS
Showing search results for "poch"
Ghazal MATCHES FOR "poch"
Ghazal
aashufta us ke gesuu jab se hu.e hai.n mu.nh par
tab se hamaare dil ko hai pech-o-taab kyaa kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tamaam zulf ke kuuche hai.n maar-e-pech us kii
tujhii ko aave dilaa chalnaa aisii raaho.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sab poch hai zaahir kii ye shoKHii-o-sharaarat
ma.ashuuq me.n jab tak ki na ho zaat kii garmii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
suntaa huu.n kisii poch kii jab daf-zanii-e-fikr
aataa hai mujhe yaad Dafaalii kaa bajaanaa
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhe
tuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
har mulaaqaat pe mahsuus yahii hotaa hai
mujh se kuchh terii nazar puuchh rahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yaqii.n na aa.e to ik baat puuchh kar dekho
jo ha.ns rahaa hai vo zaKHmo.n se chuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa