SEARCH RESULTS
Showing search results for "podiine"
Ghazal MATCHES FOR "podiine"
Ghazal
aire-Gaire log bhii pa.Dhne lage hai.n in dino.n
aap ko aurat nahii.n aKHbaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
pasiine baa.nTtaa phirtaa hai har taraf suuraj
kabhii jo haath lagaa to nicho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
dil par paanii piine aatii hai.n ummiide.n
is chashme me.n zahr milaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
ek ik pal ko kitaabo.n kii tarah pa.Dhne lage
umr bhar jo na kiyaa ham ne vo ab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
aa.nkho.n ke pochhne se lagaa aag kaa pata
yuu.n chehra pher lene se chhuptaa nahii.n dhu.aa.n