SEARCH RESULTS
Showing search results for "psychi"
Ghazal MATCHES FOR "psychi"
Ghazal
bijlii ke taar pe baiThaa hu.aa ha.nstaa panchhii
sochtaa hai ki vo jangal to paraayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
paa.nv naa baa.ndhaa panchhii kaa par baa.ndhaa
aaj kaa bachcha kitnaa siyaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
apne basere panchhii lauT na paayaa 'zeb'
shaam ghaTaa bhii uTThii thii ghanghor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
sirf is shauq me.n puuchhii hai.n hazaaro.n baate.n
mai.n tiraa husn tire husn-e-bayaa.n tak dekhuu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ye inaayate.n Gazab kii ye balaa kii mehrbaanii
merii KHairiyat bhii puuchhii kisii aur kii zabaanii
Nazeer Banarasi
Ghazal
ghaayal panchhii terii kunj me.n aan giraa hai
is panchhii kaa duusraa pheraa phir nahii.n hogaa
Sarvat Husain
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
panchhii bane to rif.at-e-aflaak par u.De
ahl-e-zamii.n ke haal pe ham raqs kar ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
dashne ne kabhii mu.nh na lagaayaa ho jigar ko
KHanjar ne kabhii baat na puuchhii ho guluu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
vo sabz Daal kaa panchhii mai.n ek KHushk daraKHt
zaraa sii der me.n vo apnaa raasta legaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
har shaam is KHayaal se hotaa hai jii udaas
panchhii to jaa rahe hai.n ufuq paar aur mai.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
aazaadiyo.n kaa charchaa sar-e-aasmaan thaa
aur ek panchhii zer-e-qafas chiiKHtaa rahaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
puuchhii jo davaa ham ne tabiibo.n se to bole
biimaarii nahii.n hai ye balaa aur hii kuchh hai