SEARCH RESULTS
Showing search results for "puchhu.ngaa"
Ghazal MATCHES FOR "puchhu.ngaa"
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
us gha.Dii puuchhuu.ngaa tujh se ye jahaa.n kaisaa hai
jab tire husn pe tho.Daa saa zavaal aa jaa.e
Adeem Hashmi
Ghazal
us se ab jo puuchhuu.ngaa us kaa haal ai 'saaGar'
ko.ii sher meraa hii vo mujhe sunaa degaa
Saghar Azmi
Ghazal
Ashfaq Husain
Ghazal
sar-e-mahshar yahii puuchhuu.ngaa KHudaa se pahle
tuu ne rokaa bhii thaa bande ko KHataa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
bahut dino.n se hai jii me.n savaal puuchhuu.ngaa
mai.n tere aa.ine se teraa haal puuchhuu.ngaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
mai.n un se puuchhuu.ngaa jannat hai.n bechte kaise
mujhe navaaz agar tere paas paagal hai.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
'aatish' shab-e-firaaq me.n puuchhuu.ngaa maah se
ye daaG hai diyaa hu.aa kis aaftaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sar-e-mahshar yahii puuchhuu.ngaa KHudaa se pahle
tuu ne rokaa bhii thaa mujrim ko KHataa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
mai.n to puuchhuu.ngaa ki tum sab ke KHudaa kaise ho
merii aavaaz farishto.n kii sadaa kaise ho
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
zaruur puchhu.ngaa taqsiim karne vaale se
rakhaa hai kis liye saaraa shabaab us kii taraf
Fani Jodhpuri
Ghazal
agar mai.n jaa.uu.ngaa puuchhuu.ngaa ye masiihaa se
ki mere dard-e-jigar kii ko.ii davaa bhii hai