SEARCH RESULTS
Showing search results for "pul"
Ghazal MATCHES FOR "pul"
Ghazal
udaasii aasmaa.n hai dil miraa kitnaa akelaa hai
parinda shaam ke pul par bahut KHaamosh baiThaa hai
Bashir Badr
Ghazal
haatho.n me.n haath le ke yahaa.n se guzar chale.n
qadmo.n me.n pul-siraat sahii raastaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
mohabbato.n ke safar par nikal ke dekhuu.ngaa
ye pul-siraat agar hai to chal ke dekhuu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
ajiib shaKHs thaa baarish kaa rang dekh ke bhii
khule dariiche pe ik puul-daan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
naaKHudaa dekh rahaa hai ki mai.n girdaab me.n huu.n
aur jo pul pe kha.De log hai.n aKHbaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
baras baras kii tarah thaa nafas nafas meraa
sadii sadii kii tarah kaaTtaa rahaa pal pal
Ahmad Faraz
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
yuu.n KHud-farebiyo.n me.n safar ho rahaa hai tai
baiThe hai.n pul pe aur nazar hai bahaav par
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
'hasiib'-soz jo rassii ke pul pe chalte the
pa.Daa vo vaqt ki sa.Dko.n pe chalnaa bhuul ga.e
Haseeb Soz
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
dariyaa utar gayaa hai magar bah ga.e hai.n pul
us paar aane jaane ke raste nahii.n rahe
Nawaz Deobandi
Ghazal
bahut se ishq kii raaho.n me.n pul-siraat aa.e
tumhaaraa naam liyaa aur guzar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
za.iif buu.Dhii jo pul par udaas baiThii hai
usii kii aa.nkh me.n likkhaa hai zindagii huu.n mai.n
Bashir Badr
Ghazal
aa zaraa baiTh mire paas bhii kuchh pul ke liye
mere hamdam tirii diivaar kaa saaya mai.n huu.n
Shakeel Azmi
Ghazal
ek hii TuuTe hu.e pul ke the raahii dono.n
maut se ba.Dh ke thaa vo duur se ronaa us kaa
Aah Sambhali
Ghazal
naddii me.n pahro.n jhaa.nkte rahte the pul se ham
kyaa bhed thaa jo bahte hu.e paaniyo.n me.n thaa
Riaz Majeed
Ghazal
mahshar me.n chalte chalte karuu.ngaa adaa namaaz
pa.Dh lu.ngaa pul-siraat pe 'maa.il' qazaa namaaz