SEARCH RESULTS
Showing search results for "pur-alam"
Ghazal MATCHES FOR "pur-alam"
Ghazal
KHushii ke laakh vasaa.el KHariid lo 'aalam'
dil-e-shikasta magar pur-malaal rahtaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
Gauhar Usmani
Ghazal
kisii maah ne us ko dhokaa diyaa hai
ham 'aKHtar' ko kyuu.n pur-alam dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Mohammad Daood Mohsin
Ghazal
KHvaab-e-lahad hai pur-sukuu.n ahd-e-hayaat pur-alam
maut na kyuu.n ho taana-zan zindagi-e-daraaz par
Saail Dehlvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
rusvaa.ii kaa bhii ham par ilzaam zaruurii thaa
jo dil ne kamaayaa hai vo naam zaruurii thaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
itnaa to karam mujh par allaah tuu farmaa de
duniyaa ko mohabbat kii KHushbuu se tuu mahkaa de
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
jurm kartaa hai ko.ii aur yahaa.n par aalam
aur ilzaam kisii aur ke sar jaataa hai
Aalam Nizami
Ghazal
jurm kartaa hai ko.ii aur yahaa.n par 'aalam'
aur ilzaam kisii aur ke sar jaataa hai
Aalam Nizami
Ghazal
har mo.D pe dhokaa hai yahaa.n kaise basar ho
ye dahr pur-az-kulfat-o-aalaam bahut hai
Tariq Matin
Ghazal
Umar Alam
Ghazal
uTThaa hai abr josh kaa aalam liye hu.e
baiThaa huu.n mai.n bhii diida-e-pur-nam liye hu.e
Jaleel Manikpuri
Ghazal
KHizaa.o.n kaa 'aalam na puuchho ki yaa.n to
bahaare.n bhii aatii hai.n baa-chashm-e-pur-nam
Rizwanullah
Ghazal
dast-e-pur-shauq mile sab ko ye dastuur nahii.n
KHaar se varna yahaa.n daaman-e-gul duur nahii.n