SEARCH RESULTS
Showing search results for "purple"
Ghazal MATCHES FOR "purple"
Ghazal
ai shaah-e-dil suhaag nishaanii hamaarii hai.n
pyaarii hai.n mujh ko jaan se purple sii chuu.Diyaa.n
Dua Ali
Ghazal
baat vo aadhii raat kii raat vo puure chaa.nd kii
chaa.nd bhii 'ain chait kaa us pe tiraa jamaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
apnaa ye haal ki jii haar chuke luT bhii chuke
aur mohabbat vahii andaaz puraane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
ik nayaa zaKHm milaa ek na.ii umr milii
jab kisii shahr me.n kuchh yaar puraane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
hamaare zaKHm-e-tamannaa puraane ho ga.e hai.n
ki us galii me.n ga.e ab zamaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
huur kii shakl ho tum nuur ke putle ho tum
aur is par tumhe.n aataa hai jalaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
juz tire ko.ii bhii din raat na jaane mere
tuu kahaa.n hai magar ai dost puraane mere
Ahmad Faraz
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
almaarii se KHat us ke puraane nikal aa.e
phir se mire chehre pe ye daane nikal aa.e