SEARCH RESULTS
Showing search results for "purush"
Ghazal MATCHES FOR "purush"
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ahl-e-mahfil pe kab ahvaal khulaa hai apnaa
mai.n bhii KHaamosh rahaa us ne bhii pursish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pursish-e-haal ko tum aa.oge us vaqt mujhe
lab hilaane kii bhii taaqat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
jii bhar ke dil kii maut pe rone diyaa use
pursaa diyaa na sabr kii talqiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
thaa aur kaun puuchhne vaalaa mariiz kaa
tum aa ga.e to pursish-e-haalaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
samajh ke karte hai.n baazaar me.n vo pursish-e-haal
ki ye kahe ki sar-e-rahguzar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-qadr-e-tishna-labii pursish-e-vafaa na hu.ii
chhalak ke rah ga.e terii nazar ke paimaane
Nasir Kazmi
Ghazal
phir mohabbat kii zamaane me.n na pursish hogii
ro.egii siskiyaa.n le le ke vafaa mere baad
Hakeem Nasir
Ghazal
havaa kuchh aisii chalii hai ki tere vahshii ko
mizaaj-pursii-e-baad-e-sabaa gavaaraa nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
pursish-e-tarz-e-dilbarii kiijiye kyaa ki bin kahe
us ke har ek ishaare se nikle hai ye adaa ki yuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Gair yuu.n kartaa hai merii pursish us ke hijr me.n
be-takalluf dost ho jaise ko.ii Gam-KHvaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
us ko KHud-daarii kaa kyaa paaTh pa.Dhaayaa jaa.e
bhiik ko jis ne purus-kaar samajh rakkhaa hai