SEARCH RESULTS
Showing search results for "pusht-e-KHam-e-iltijaa"
Ghazal MATCHES FOR "pusht-e-KHam-e-iltijaa"
Ghazal
vo iltimaas-e-lazzat-e-be-daad huu.n ki mai.n
teG-e-sitam ko pusht-e-KHam-e-iltijaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-qadr-e-zauq-e-talab mai ataa ho rindo.n ko
ye mai-kada hai yahaa.n rasm-e-besh-o-kam kyo.n ho
Majeed kham Ganwi
Ghazal
Azam Jalalabadi
Ghazal
kitne hii tiir KHam-e-dast-o-kamaa.n me.n ho.nge
jin ke sofaar abhii se mirii jaa.n me.n ho.nge
Tauseef Tabassum
Ghazal
ishq-e-saadiq jo asiir-e-tama-e-KHaam na thaa
sa.ii-e-naakaam ke Gam se mujhe kuchh kaam na thaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
ham se mil ke fitrat ke pech-o-KHam ko samjhoge
ham jahaan-e-fitrat kaa ik suraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye kin dukho.n ne cham-o-KHam tamaam chhiin liyaa
shu.aa-e-mahr se ham bhii sharar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyuu.n asiir-e-gesuu-e-KHam-daar-e-qaatil ho gayaa
haa.e kyaa baiThe-biThaa.e tujh ko ai dil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
jo tirii mahfil se zauq-e-KHaam le kar aa.e hai.n
apne sar vo KHud hii ik ilzaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
chhalaktii aa.e ki apnii talab se bhii kam aa.e
hamaare saamne saaqii ba-saaGar-e-jam aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
afsos kii bhii chashm thii un se KHilaaf-e-aql
baar-e-ilaaqa se to 'abas pusht-e-KHam hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
pahluu-o-pusht-o-siina-o-ruKHsaar aa.ina
hai razm-gaah-e-husn kaa ye chaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
tashriif shab-e-va.ada jo vo laa.e hu.e hai.n
sar KHam hai nazar niichii hai sharmaa.e hu.e hai.n