SEARCH RESULTS
Showing search results for "pyaale"
Ghazal MATCHES FOR "pyaale"
Ghazal
vo naaf pyaale se sarmast kare varna
ho ke mai.n kabhii us kaa qaa.il nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
ab is se ba.Dh ke kyaa ho viraasat faqiir kii
bachcho.n ko apnii bhiik ke pyaale to de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
dariyaa hai mohabbat to mile jism kaa maidaan
ik jism pyaale me.n samaane ke nahii.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
tishnagii merii musallam hai magar jaane kyuu.n
log de dete hai.n TuuTe hu.e pyaale mujh ko
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
mashaqqatii hai.n tire kaaKH-o-kuu-e-hijr ke ham
sharaab-e-hijr pyaale me.n bhar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
Shariq Kaifi
Ghazal
saaqii saaGar kii zaruurat hii kahaa.n mere liye
terii aa.nkho.n ke hii pyaale pur-asar ho jaa.e.nge
Bashir Mehtaab
Ghazal
pyaale me.n pyaas aur dariiche me.n chaa.nd thaa
vo so rahaa thaa mujh se jagaayaa nahii.n gayaa
Farhat Zahid
Ghazal
nahii.n hai yaad mujhe naam haa.n magar aa.nkhe.n
sharaab bhuul chukaa yaad hai.n pyaale mujhe
Azad Husain Azad
Ghazal
be-KHud kiyaa jahaa.n ko tirii chashm-e-mast ne
thii kaisii is pyaale me.n ai fitna-gar sharaab
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Mumtaz Gurmani
Ghazal
vo lab the tire yaa vo the mai se bhare pyaale
piite hii use saarii duniyaa kaa nasha dekhaa