SEARCH RESULTS
Showing search results for "qabr"
Ghazal MATCHES FOR "qabr"
Ghazal
zindagii tuu ne mujhe qabr se kam dii hai zamii.n
paa.nv phailaa.uu.n to diivaar me.n sar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
dafnaa diyaa gayaa mujhe chaa.ndii kii qabr me.n
mai.n jis ko chaahtii thii vo la.Dkaa Gariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
vafaa karuu.ngaa kisii sogvaar chehre se
puraanii qabr pe katba nayaa sajaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
dabaa ke qabr me.n sab chal diye du.aa na salaam
zaraa sii der me.n kyaa ho gayaa zamaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
ham ko ma.aluum hai shohrat kii bulandii ham ne
qabr kii miTTii kaa dekhaa hai baraabar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
vaziir o shaah bhii KHas-KHaano.n se nikal aate
agar gumaan me.n a.ngaar-e-qabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
thakan ko o.Dh ke bistar me.n jaa ke leT ga.e
ham apnii qabr-e-muqarrar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
na mu.D kar bhii be-dard qaatil ne dekhaa
ta.Dapte rahe niim-jaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aavegii merii qabr se aavaaz mere ba.ad
ubhre.nge ishq-e-dil se tire raaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaabe kii hai havas kabhii kuu-e-butaa.n kii hai
mujh ko KHabar nahii.n mirii miTTii kahaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gam mujhe hasrat mujhe vahshat mujhe saudaa mujhe
ek dil de kar KHudaa ne de diyaa kyaa kyaa mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
zindagii maut ke pahluu me.n bhalii lagtii hai
ghaas is qabr pe kuchh aur harii lagtii hai