SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaid e"
Ghazal MATCHES FOR "qaid e"
Ghazal
qaid-e-shab-e-hayaat badan me.n guzaar ke
u.D jaa.uu.ngaa mai.n sub.h aziyyat utaar ke
Mayank Awasthi
Ghazal
chashm-e-biinaa ho to qaid-e-haram-o-tuur nahii.n
dekhne vaalii nigaaho.n se vo mastuur nahii.n
Darshan Singh
Ghazal
ko.ii bhii qaid-e-musalsal mirii qismat me.n na thii
mere sayyaad kaa dil TuuT gayaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
giraft-e-ziist me.n huu.n qaid-e-be-hisaar me.n huu.n
azaab-e-arsa-gah-e-jabr-o-iKHtiyaar me.n huu.n
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
qaid-e-Gam-e-hayaat se ham ko chhu.Daa liyaa
achchhaa kiyaa ki aap ne apnaa banaa liyaa
Shamim Karhani
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
qaid-e-dil se hai mirii kaakul-e-pechaa.n naazaa.n
aur mire qatl se hai KHanjar-e-mizhgaa.n naazaa.n
Shah Aasim
Ghazal
gumaa.n kii qaid-e-hisaar-e-qayaas se niklo
kisii tarah se bhii is sabz ghaas se niklo
Mubarak Ansari
Ghazal
saaz-e-hayaat qaid-o-salaasil kahe.n kise
jab dil hii bujh gayaa ho to phir dil kahe.n kise
Ghayas Anjum
Ghazal
nazar se qaid-e-ta.ayyun uThaa.ii jaatii hai
tajallii-e-ruKH-e-jaanaa.n dikhaa.ii jaatii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
zabt kii qaid-e-saKHt ne ham ko rihaa nahii.n kiyaa
dard pe dard uThaa magar shor bapaa nahii.n kiyaa
Sufia Anjum Taj
Ghazal
tuu abhii rahguzar me.n hai qaid-e-maqaam se guzar
misr o hijaaz se guzar paaras o shaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
mire KHudaa mirii qaid-e-hayaat kam kar de
charaaG de nahii.n saktaa to raat kam kar de