SEARCH RESULTS
Showing search results for "qalaa-baazii"
Ghazal MATCHES FOR "qalaa-baazii"
Ghazal
Sayeed Ahsan
Ghazal
aa.nkh se aa.nsuu na utre ik KHalaa baaqii rahe
KHud se KHud ko jo.Dne kaa silsila baaqii rahe
Amar Bilal
Ghazal
taaraa sahar kaa bazm ko kartaa thaa muntashir
raate.n ga.ii.n vo raat kii bedaariyaa.n ga.ii.n
Ghazal
'bazm' is dil kaa buraa ho chhin ga.e sab iKHtiyaar
bandagii bechaargii ab apnii qismat ho ga.ii
Bazm Ansari
Ghazal
kaam un se pa.Daa 'bazm' ki jin fitna-garo.n se
jii baat bhii karne kaa ravaadaar nahii.n thaa
Bazm Ansari
Ghazal
vo 'umr 'bazm' ki jis kaa suraaG hii na milaa
us umr-e-rafta kii ik yaadgaar dil hii to hai
Bazm Ansari
Ghazal
Bazm Ansari
Ghazal
Gam-e-jahaa.n kaa bhii kuchh haq hai 'bazm' Gaur karo
tamaam 'umr Gam-e-zaat ho to kaise ho
Bazm Ansari
Ghazal
har aadmii ke qad se us kii qabaa ba.Dii hai
suuraj pahan ke nikle dhu.ndle charaaG yaaro
Ajay Sahaab
Ghazal
kisii kaa bazm me.n Gairat se dam ghuTaa jaa.e
magar zamiir-farosho.n ko kuchh hijaab nahii.n
Azeez Mubarakpur
Ghazal
aap kaa bazm se uTh jaanaa mire haq me.n rahaa
aap ke baad mirii KHuub paziiraa.ii hu.ii