SEARCH RESULTS
Showing search results for "qanaa.at"
Ghazal MATCHES FOR "qanaa.at"
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
duniyaa kii talab hai to qanaa.at hii na karnaa
qatre hii se KHush ho to samundar na milegaa
Waseem Barelvi
Ghazal
kaasa-e-diid me.n bas ek jhalak kaa sikka
ham faqiiro.n kii qanaa'at se tujhe dekhte hai.n
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
isii ne mujh ko qanaa'at kaa boriyaa baKHshaa
isii ke haath se dast-e-daraaz-e-tam’ hai shal
Ahmad Faraz
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
jahaan-e-KHair me.n ik hujra-e-qanaa.at-o-sabr
KHudaa kare ki rahe jism o jaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
miltaa hai sukuu.n mujh ko qanaa.at se zyaada
masruur huu.n mai.n apnii masarrat se zyaada
Sultan Akhtar
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
zo'f se hai ne qanaa'at se ye tark-e-justujuu
hai.n vabaal-e-takiya-gaah-e-himmat-e-mardaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
pasti-e-hausla-e-shauq kii ab hai ye salaah
baiTh rahiye Gam-e-hijraa.n pe qanaa.at kar ke
Hasrat Mohani
Ghazal
vaqt us uftaada kaa KHush jo qanaa'at se asad
naqsh-paa-e-mor ko taKHt-e-sulaimaanii kare
Mirza Ghalib
Ghazal
guzar basar hai hamaarii faqat qanaa.at par
nasiib ne yahii daulat hame.n ataa kii hai
Anwar Shuoor
Ghazal
''talab'' jo log qanaa.at-pasand hote hai.n
vo zindagii ko kahaa.n mas.ala banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
lutf-e-maziid kii mai.n tamannaa to kar sakaa
tum ye to kah sake ki qanaa.at na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
na shikaayat hai karam kii na sitam kii KHvaahish
dekh to ham bhii hai.n kyaa sabr o qanaa'at vaale