SEARCH RESULTS
Showing search results for "qand-e-mukarrar"
Ghazal MATCHES FOR "qand-e-mukarrar"
Ghazal
bosa ab qand-e-mukarrar ho gayaa
duunii lazzat ho ga.ii takraar se
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
ai 'rashk' vo misraa’o.n se hai qand-e-mukarrar
jis sher me.n mazmuun hai shiirii.n-dahnii kaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
boso.n me.n mazaa qand-e-mukarrar kaa ho saaqii
ik daur dobaara kaa bhii Dhal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
bolaa agar to qand-e-mukarrar hu.e vo lab
aur chup rahaa to ye bhii hai suurat nabaat kii
Meer Hasan
Ghazal
buu aur maza vo hai tire mu.nh ke lu.aab me.n
goyaa ghulaa hai qand-e-mukarrar gulaab me.n
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
chhe.Dii kuchh is tarah se 'jamiil' us ne ye Gazal
har ek sher qand-e-mukarrar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
Zareef Lakhnavi
Ghazal
zulf ko chuum ke laam-e-lab-e-dilbar ke evaz
zahr khaa lete hai.n ham qand-e-mukarrar ke evaz
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
agle luqmo.n me.n nahii.n qand-e-mukarrar kaa mazaa
saKHt be-lutf-e-hayaat-e-paiham hai ham ko
Dattatriya Kaifi
Ghazal
shiirii.n-kalaamiyaa.n hai.n vahaa.n vaqt-e-mai-kashii
goyaa milaa hai qand-e-mukarrar sharaab me.n
Raunaq Tonkvi
Ghazal
is ‘aqiide ne liyaa qaisar-o-kisraa se KHiraaj
maut kaa vaqt azal se hai muqarrar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
tire labo.n kii halaavat mujhe hu.ii mahsuus
kahii.n kisii ne agar zikr-e-shahd-o-qand kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tire labo.n se hai albatta ik halaavat-e-ziist
nabaat-e-qand-e-shakar a.ngbii.n to kuchh bhii nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
sharm se aab hu.e niishkar-o-qand-o-nabaat
dekh kar ai shakarii.n-lab tirii shiirii.n-dahnii