SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarza"
Ghazal MATCHES FOR "qarza"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
aa.o ham aaj chaa.nd kaa qarzaa utaar de.n
taaro.n ko ye KHayaal tujhe dekh kar hu.aa
Mansoor Usmani
Ghazal
hayaat jis kii amaanat hai sau.np duu.n us ko
utaarnaa hai ye qarza bhii apne sar se mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
hamaare hijr kii mehnat-kashii ko mat dekho
shab-e-visaal kaa qarzaa chukaanaa pa.Dtaa hai
Mehshar Afridi
Ghazal
kyuu.n mujh ko lahuu dene pe tum log ba-zid ho
mai.n sar pe kisii shaKHs kaa qarzaa nahii.n rakhtaa
Faragh Rohvi
Ghazal
har roz maa.ng maa.ng ke letaa huu.n saa.ns bhii
ba.Dhtaa hii jaa rahaa hai ye qarza vajuud kaa
Danish Aziz
Ghazal
qarza utaaraa a-c KHariidaa ma.ngaayaa Dish
is saal ketiyo.n me.n lagaayaa thaa khaad ko
Nasir Shahzad
Ghazal
Krishna Mohan
Ghazal
gavaaraa kab mujhe hogaa kisii ehsaas kaa Dhonaa
hai qarzaa is janam kaa is janam me.n hii adaa hogaa
Shobha Kukkal
Ghazal
sarmaaya-e-jaa.n haath se jaataa rahaa lekin
is ‘ishq-e-junuu.n-KHez kaa qarza nahii.n utraa
Badr Muneer
Ghazal
tumhaare pyaar kaa qarzaa hai is qadar dil par
faqiir-e-dil bhii to qisto.n me.n hii ghiraa hu.aa hai
Said Iqbal Saadi
Ghazal
mujh par merii zaat udhaar hai lekin 'saurabh'
chuktaa kar duu.ngaa qarza ye, zinda huu.n mai.n