SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qarza"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
hamaare hijr kii mehnat-kashii ko mat dekho
shab-e-visaal kaa qarzaa chukaanaa pa.Dtaa hai
Mehshar Afridi
Ghazal
aa.o ham aaj chaa.nd kaa qarzaa utaar de.n
taaro.n ko ye KHayaal tujhe dekh kar hu.aa
Mansoor Usmani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qarza"
Ghazal
kyuu.n mujh ko lahuu dene pe tum log ba-zid ho
mai.n sar pe kisii shaKHs kaa qarzaa nahii.n rakhtaa
Faragh Rohvi
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
qarza to mil rahaa hai hame.n har dukaan se
KHairaat aa rahii hai ba.Dii aan-baan se
Shamsii Meenai
Mazahiya
ye soch ki lauTaataa nahii.n qarz kisii kaa
ahbaab se maa.ngaa hu.aa qarzaa nahii.n hotaa
Rauf Raheem
Ghazal
har roz maa.ng maa.ng ke letaa huu.n saa.ns bhii
ba.Dhtaa hii jaa rahaa hai ye qarza vajuud kaa

