SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaume"
Ghazal MATCHES FOR "qaume"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
badlaa hai saaraa jahaa.n badlii na qaum-e-aashiq
in ko samjhaa.iye kyaa chikne gha.De hai.n saare
Divya Jain
Ghazal
qabiila-e-haram o qaum-e-dair o firqa-e-ri.nd
hamaare chaahne vaale kahaa.n kahaa.n nikle?
Rais Amrohvi
Ghazal
soch liije kyo.n 'azaab aayaa thaa qaum-e-huud par
aur phir kuchh Gaur kiije lamha-e-maujuud par
Jabbar Wasif
Ghazal
ye qaum-e-luut kii bad-kaariyo.n ke chehre par
'azaab-o-qahr sajaa.e hu.e usii ke hai.n
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
KHud u.Daa jaataa huu.n 'saalik' zo.af se
aah me.n tuufaa.n hai qaum-e-aad kaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
kii na jab ahl-e-siyaasat ne sitam se tauba
ham utaare ga.e is qaum-e-bad-unvaa.n ke liye
Mani Nagpuri
Ghazal
KHudaa ko hai talaash-e-qaum-e-diigar
musalmaano.n me.n vo dam-KHam nahii.n hai
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
tumhe.n KHabar hii nahii.n hai azaab-e-qaum-e-sho.aib
aqiidato.n ko taraazuu me.n tolne vaale
Shoaib Adan
Ghazal
ye hamaarii qaum hii kyaa asl qaum-e-luut hai
varna maazii ko min-o-'an kaise dohraa.e ko.ii
Rahib Maitreya
Ghazal
baat to KHair-ul-varaa kii kar rahe hai.n ham magar
kar rahe hai.n pairvii qaum-e-samuud-o-‘aad kii
Sheeraz Sagar
Ghazal
naam rakkhaa hai musalmaano.n saa mar jaa.o ki tum
qaum-e-muslim se baraa.at bhii nahii.n kar sakte
Danish Asari
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiim
kis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
vo to yuu.n kahiye ki ik qaus-e-quzah phail ga.ii
varna mai.n bhuul gayaa thaa tirii a.ng.Daa.ii ko
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai-parastaa.n KHum-e-mai mu.nh se lagaa.e hii bane
ek din gar na hu.aa bazm me.n saaqii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe junuu.n nahii.n 'Gaalib' vale ba-qaul-e-huzuur
firaaq-e-yaar me.n taskiin ho to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
kisii kaa Gamza sharaabo.n se chuur qaus-e-quzah
adaa Guruur javaanii suruur ishva-garii
Shahzad Qais
Ghazal
ba-qaul-e-barhaman qahr-e-KHudaa huu.n
buto.n ke husn par Dhaayaa gayaa huu.n