SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaume"
Nazm MATCHES FOR "qaume"
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
hamla jab qaum-e-aaryaa ne kiyaa
aur bajaa un kaa hind me.n Da.nkaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
sadaa ye aatii hai phal phuul aur patthar se
zamii.n pe taaj giraa qaum-e-hind ke sar se
Chakbast Braj Narayan
Nazm
dilli
vaidik ho.n bodh jain ki ahl-e-junuun ho.n
qaum-e-arab ke ho.n ki musalmaa.n ke KHuun ho.n
Gulzar Dehlvi
Nazm
ai mere arz-e-watan
'iqbaal' ne chaahaa tujhe fikr se apne
qaum-e-muslim kaa bas tuu hii ik Thikaana hai
Syeda Sadaf Akbar
Nazm
ruh-e-iqbaal se
terii nazar me.n hai tamaam raaz-e-hayaat qaum kaa
tere nafas se murta.ish raaz-e-hayaat qaum kaa
Jauhar Nizami
Nazm
hum kya mangte hain
hame.n jazba-e-hubb-e-qaumii ataa kar
yahii haq se shaam-o-sahar maa.ngte hai.n
Syed Ali Husain Shah Ali
Nazm
ek minar gira
jis kii tahriir ne ik KHvaab bunaa KHvaab-e-sahar
jis kii taa'biir me.n ik qaum uThii qaum-e-'aziim
Qamar Raees
Nazm
tarana-e-milli
teGo.n ke saa.e me.n ham pal kar javaa.n hu.e hai.n
KHanjar hilaal kaa hai qaumii nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
is Dha.ng par hai zor to ye Dha.ng hii sahii
zaalim kii ko.ii zaat na maz.hab na ko.ii qaum
Sahir Ludhianvi
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
suurat-e-shamshiir hai dast-e-qazaa me.n vo qaum
kartii hai jo har zamaa.n apne amal kaa hisaab
Allama Iqbal
Nazm
lenin
vo qaum ki faizaan-e-samaavii se ho mahruum
had us ke kamaalaat kii hai barq o buKHaaraat
Allama Iqbal
Nazm
26 january
mujrim huu.n mai.n agar to gunahgaar tum bhii ho
ai rahbaraan-e-qaum KHataa-kaar tum bhii ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii