SEARCH RESULTS
Showing search results for "qible"
Ghazal MATCHES FOR "qible"
Ghazal
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mere hii buzurgo.n ne sar-bulandiyaa.n baKHshii.n
mere hii qible par mashq-e-sa.ng-baarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
piiTh mehraab kii qible kii taraf rahtii hai
mahv-e-nisbat hai.n takalluf hame.n manzuur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-sitam-zada betaabiyo.n ne luuT liyaa
hamaare qible ko vahhaabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
ai abru-e-jaanaa.n tuu itnaa to bataa ham ko
kis ruKH se kare.n sajda qible me.n zaraa kaj hai
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
bandishe.n ka.aba kii qible kaa ta.ayyun be-kaar
meraa sajda qadam-e-yaar se aage na ba.Dhaa
Afqar Mohani
Ghazal
aa.e maiKHaane me.n jab masjid-e-jaame se 'riyaaz'
saath hii aap ke qible se ghaTaa bhii aa.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ye sajde ko KHud jhuk pa.Degii chaman par
ki qible se uTThii ghaTaa kaalii kaalii
Qadr Bilgrami
Ghazal
qible suu.n muu.nh phiraayaa tire mukh kii jaanib
kiyaa zaahid ne make suu.n suu-e-but-KHaana safar
Faez Dehlvi
Ghazal
kis imaamat me.n adaa ho tere bando.n kii namaaz
hai Galat rasm-e-vuzuu sajda Galat qibla Galat
Sarmad Sahbai
Ghazal
atraaf hame.n khii.nchte jaate the musalsal
qible ke liye ho ga.e chaaro.n se alag ham
Asim Wasti
Ghazal
Raza Azimabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte