SEARCH RESULTS
Showing search results for "qubah"
Ghazal MATCHES FOR "qubah"
Ghazal
KHalq kii sa.ng-zanii kaa hai ye 'kausar' ehsaan
tah me.n jis ke ga.e sab husn o qubah dab mere
Kausar Niyazi
Ghazal
KHilqat-e-KHuubaa.n ke biich qubah-e-KHudaa nikle hai
aib hai use munkiro husn agar dekhnaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
kaise kah duu.n ki mujhe chho.D diyaa hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
kitnii sachchaa.ii se mujh se zindagii ne kah diyaa
tuu nahii.n meraa to ko.ii duusraa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
faaKHta kii majbuurii ye bhii kah nahii.n saktii
kaun saa.np rakhtaa hai us ke aashiyaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
ham labo.n se kah na paa.e un se haal-e-dil kabhii
aur vo samjhe nahii.n ye KHaamoshii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
in hasrato.n se kah do kahii.n aur jaa base.n
itnii jagah kahaa.n hai dil-e-daaG-daar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saamne chashm-e-guhar-baar ke kah do dariyaa
cha.Dh ke gar aa.e to nazro.n se utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
kah sake kaun ki ye jalvagarii kis kii hai
parda chho.Daa hai vo us ne ki uThaa.e na bane