SEARCH RESULTS
Showing search results for "qutbain"
Ghazal MATCHES FOR "qutbain"
Ghazal
kidhar kidhar se bachaa.e.n siine kii sho.alagii ko
badan ke chaaro.n taraf hii qutbain kii fazaa hai
Shahid Makuli
Ghazal
mujh ko pahle ko.ii pyaasaa vaadii-e-qutbain kaa
apne kuuze me.n samo kar phir samundar le gayaa
Mahboob Anwar
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
paa-e-kuubaa.n ko.ii zindaa.n me.n nayaa hai majnuu.n
aatii aavaaz-e-salaasil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahne na diyaa
jab chalii sard havaa mai.n ne tujhe yaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
ye bhii ba.Daa karam hai salaamat hai jism abhii
ai KHusravaan-e-shahr qabaa.e.n mujhe na do
Ahmad Faraz
Ghazal
baiThe hai.n chain se kahii.n jaanaa to hai nahii.n
ham be-gharo.n kaa ko.ii Thikaanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
letaa na agar dil tumhe.n detaa ko.ii dam chain
kartaa jo na martaa ko.ii din aah-o-fuGaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bazm-e-ahbaab me.n haasil na hu.aa chain mujhe
mutma.in dil hai bahut, jab se alag baiThaa huu.n
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
ne taab hijr me.n hai na aaraam vasl me.n
kam-baKHt dil ko chain nahii.n hai kisii tarah