SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.ngo.n"
Ghazal MATCHES FOR "ra.ngo.n"
Ghazal
jab us kii tasviir banaayaa kartaa thaa
kamraa ra.ngo.n se bhar jaayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
duniyaa ke kachche ra.ngo.n kaa ronaa royaa
phir duniyaa par apnaa rang jamaayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
ko.ii titlii nishaane par nahii.n hai
mai.n bas ra.ngo.n kaa piichhaa kar rahaa huu.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
kaaGaz kii katrano.n ko bhii kahte hai.n log phuul
rango.n kaa e'tibaar hii kyaa suu.ngh ke bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
ra.ngo.n pe iKHtiyaar agar mil sakaa kabhii
terii siyaah putliyaa.n bhuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
hai.n sehr-e-musavvir me.n qayaamat nahii.n karte
ra.ngo.n se nikalne kii jasaarat nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
ik mohabbat kii ye tasviir hai do ra.ngo.n me.n
shauq sab meraa hai aur saarii hayaa us kii hai
Javed Akhtar
Ghazal
tire visaal kii KHvaahish ke tez ra.ngo.n se
tire firaaq kii sub.he.n nikhaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Ammar Iqbal
Ghazal
dhuup saat ra.ngo.n me.n phailtii hai aa.nkho.n par
barf jab pighaltii hai us kii narm palko.n par
Parveen Shakir
Ghazal
din guzar jaate hai.n qurbat ke na.e ra.ngo.n se
raat par raat hai vo KHvaab puraanaa chaahe
Fariha Naqvi
Ghazal
phuulo.n kii taKHtii par jaise ra.ngo.n kii tahriir
lauh-e-suKHan par aise 'amjad' shohrat rahtii hai