SEARCH RESULTS
Showing search results for "raah-e-najaat"
Ghazal MATCHES FOR "raah-e-najaat"
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
numaa.isho.n kaa guzar kab rah-e-najaat me.n hai
'ibaadato.n kaa maza to a.ndherii raat me.n hai
Mahfooz Asar
Ghazal
Gubaar-e-dard me.n raah-e-najaat aisaa hii
rahaa hai ko.ii mire saath saath aisaa hii
Shahram Sarmadi
Ghazal
jabiin-e-‘ishq ko me'raaj mil ga.ii jab se
hamaare saath kaliid-e-rah-e-najaat chalii
Habiba Ikram
Ghazal
ai 'falak mai.n huu.n sag-e-KHaak kaf-e-paa us kaa
mash.al-e-raah-e-najaat us kii shanaasaa.ii hai
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
ka.Diyaa.n ka.Dii quyuud kii ba.Dhtii chalii ga.ii.n
hiile rah-e-najaat ke bante chale ga.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mujhe KHudaa pe mukammal yaqiin hai mire dost
mai.n Dhuu.nDhtaa nahii.n raah-e-najaat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
hamii.n ne paa.nv me.n Daalii hu.ii hai.n zanjiire.n
vagarna roz hii raah-e-najaat khultii hai
Wasim Nadir
Ghazal
sab muntazir hai.n aisii kisii apnii maat ke
khul jaa.e.n sab bharam kisii raah-e-najaat ke
Manmohan Talkh
Ghazal
raah-e-najaat duur bahut duur ho ga.ii
phir kal ke dost aaj mire ham-'inaan hai.n
Shafiq Ahmad
Ghazal
KHuld-parvar hai har nigaah-e-sahar
ye KHat-e-jaam hai ki raah-e-najaat
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
dekhiye kab tak mile insaan ko raah-e-najaat
laakh barso.n me.n to viiraa.n chaa.nd kaa rasta milaa
Hasan Naim
Ghazal
raah-e-najaat sab ko nikle hai.n vo dikhaane
KHud apne aap kaa bhii jin ko pataa nahii.n hai
Sabir Naseerabadi
Ghazal
aaKHir ko mil sakii na bashar ko rah-e-najaat
yuu.n to har ek daur me.n aate rahe rasuul