SEARCH RESULTS
Showing search results for "radde"
Ghazal MATCHES FOR "radde"
Ghazal
hadd-e-amal me.n thii to amal thii yahii sharaab
radd-e-amal banii to mukaafaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
to phir ye radd-e-munaajaat kii nahuusat kyuu.n
kabhii sunaa ki ibaadat kaa qaht pa.D gayaa hai?
Jawad Sheikh
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
amal kaa radd-e-amal vaqt kaa javaab huu.n mai.n
qubuul kiijiye qudrat kaa intiKHaab huu.n mai.n
Nusrat Mehdi
Ghazal
ba-naam-e-KHush-nafasii ham to aah bharte rahe
ki sirf ranj kiyaa ham ne, zindagii nahii.n kii
Irfan Sattar
Ghazal
dil me.n jo tasavvur hai tirii zulf-e-rasaa kaa
samjhaa huu.n ise mai.n to amal radd-e-balaa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
'tanviir' pa.Dho ism ko.ii radd-e-balaa kaa
ghere me.n liye baiThe hai.n kuchh saa.e miraa jism
Tanveer Sipra
Ghazal
ham agar radd-e-amal apnaa dikhaane lag jaa.e.n
har ghamanDii ke yahaa.n hosh Thikaane lag jaa.e.n
Raoof Khair
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
daanishvaro.n ke bas me.n ye radd-e-amal na thaa
mai.n aisii teG le ke uThaa jis me.n phal na thaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
huu.n jo kasrat hii ke qaa.il un pe kyaa
raaz-e-fat.h-e-sibt-e-paiGambar khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ajiib radd-e-amal thaa vo raushnii ke KHilaaf
jalaa jalaa ke charaaGo.n ko KHud bujhaanaa miraa
Tariq Qamar
Ghazal
na to KHauf roz-e-jazaa kaa ho vahii ishq hai
na malaal radd-e-du.aa kaa ho vahii ishq hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
meraa badan to radd-e-amal me.n KHamosh thaa
merii zabaa.n ne zaa.iqa-e-KHushk-o-tar diyaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ye nafrat mohabbat kaa radd-e-amal hai
ki mujh se taqaazaa tire jaur kaa hai