SEARCH RESULTS
Showing search results for "rafiiq"
Ghazal MATCHES FOR "rafiiq"
Ghazal
rafiiq-e-zindagii thii ab aniis-e-vaqt-e-aaKHir hai
tiraa ai maut ham ye duusraa ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ajiib hii thaa mire daur-e-gumrahii kaa rafiiq
bichha.D gayaa to kabhii lauT kar nahii.n aayaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hazaar KHauf ho lekin zabaa.n ho dil kii rafiiq
yahii rahaa hai azal se qalandaro.n kaa tariiq
Allama Iqbal
Ghazal
letaa huu.n maktab-e-Gam-e-dil me.n sabaq hanuuz
lekin yahii ki raft gayaa aur buud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko nashaat se fuzuu.n rasm-e-vafaa aziiz hai
meraa rafiiq-e-shab rahaa ek diyaa bujhaa hu.aa
Pirzada Qasim
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
ufuq pe dekhnaa thaa mai.n qataar qaazo.n kii
miraa rafiiq kahii.n duur jaane vaalaa thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
na badraqa hai na ko.ii rafiiq saath apne
faqat inaa.yat-e-parvar-digaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ranj o ta'ab musiibat o Gam yaas o dard o daaG
aah o fuGaa.n rafiiq hai.n ye dil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ne tujh pe vo bahaar rahii aur na yaa.n vo dil
kahne ko nek-o-bad ke ik ilzaam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
vo zaKHm jis ko kiyaa nok-e-aaftaab se chaak
usii ko sozan-e-mahtaab se rafuu karte