SEARCH RESULTS
Showing search results for "rafiiq"
Nazm MATCHES FOR "rafiiq"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n us duzd-e-niim-shab kaa rafiiq
jo be-charaaG gharo.n par kamand uchhaaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
26 january
jo apne saath saath chale ku-e-daar tak
vo dost vo rafiiq vo ahbaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
main aur tu
kaun diivaar kisii saa.e ke ham-raah chalii
kaun diivaar hamesha magar istaada rahii
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
vo saare rafiiq paa-ba-jaulaa.n
sab kushta-e-daar yaad aa.e
Ahmad Faraz
Nazm
nashat-e-umid
aish me.n aur ranj mai.n merii shafiiq
koh me.n aur dasht me.n merii rafiiq
Altaf Hussain Hali
Nazm
mann-o-salwa
jis ne hindostaa.n ke saahil pe
laa ke rakkhii thii jins-e-saudaa-garii
Noon Meem Rashid
Nazm
fikr
TuuT jaanaa dar-e-zindaa.n kaa to dushvaar na thaa
KHud zuleKHaa hii rafiiq-e-mah-e-kan.aa.n na banii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shikast-e-zindan
zamiin KHanda-ba-lab hai shafiiq maa.n kii tarah
ki us kii god me.n bichh.De rafiiq milte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mera zehn mujhko raha kare
miraa zehn dil kaa rafiiq hai
miraa dil rafiiq hai jism kaa