SEARCH RESULTS
Showing search results for "raft"
Ghazal MATCHES FOR "raft"
Ghazal
letaa huu.n maktab-e-Gam-e-dil me.n sabaq hanuuz
lekin yahii ki raft gayaa aur buud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
pesh-raft aur abhii mumkin bhii nahii.n hai ki 'zafar'
abhii us shoKH pe kuchh zor hamaaraa kam hai
Zafar Iqbal
Ghazal
aamad-o-raft ko duniyaa.e.n pa.Dii hai.n 'nayyar'
dil kii bastii ko na baazaar banaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
duniyaa me.n haal-e-aamad-o-raft-e-bashar na puuchh
be-iKHtiyaar aa ke rahaa be-KHabar gayaa
Fani Badayuni
Ghazal
miTte jaate naqsh duud-e-dam kii aamad raft se
khulte jaate be-sadaa lab aa.ino.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
aamad-o-raft-e-nafas dushvaar thii tere baGair
ek nashtar saa chubhaa jab saa.ns lii tere baGair
Manzar Lakhnavi
Ghazal
ye rasm-e-aamad-o-raft-e-dayaar-e-ishq taaza hai
ha.nsii vo jaa.e merii aur ronaa yuu.n chalaa aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
paa.nv me.n choT aane ke pyaare bahaane jaane de
pesh-raft aage hamaare kab ye uzr la.ng hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHud apne aap me.n hai saarii merii aamad-o-raft
kahii.n se aanaa na ab hai kahii.n bhii jaanaa miraa
Farhat Ehsas
Ghazal
socho.n kaa iKHtilaaf hai ye aur kuchh nahii.n
so pesh-raft aur na paspaa.ii jang hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
paanii kii pesh-raft ne suukhaa bhagaa diyaa
baarish ke baa'd ghaas kii Tuk.Dii lahak uThii
Aqeel Abbas
Ghazal
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
mai.n kyaa kahuu.n ki abhii ko.ii pesh-raft nahii.n
guzar rahaa huu.n abhii rahguzar banaate hu.e
Aftab Hussain
Ghazal
ab kahaa.n vo aamad-o-raft-e-nafas kii shaah-raah
ik kashaakash thii ki jis kaa zindagaanii naam thaa