SEARCH RESULTS
Showing search results for "rage.n"
Ghazal MATCHES FOR "rage.n"
Ghazal
dekhte hai.n to lahuu jaise rage.n to.Dtaa hai
ham to mar jaa.e.nge siine se lagaa kar us ko
Irfan Siddiqi
Ghazal
chhe.D naGma ko.ii go dil kii shikasta hai.n rage.n
ham nikaale.nge sadaa TuuTe hu.e taaro.n se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saaz-navaa-e-dard hijaabaat-e-dahr me.n
kitnii dukhii hu.ii hai.n rage.n kaa.enaat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
editorii ne kaaT dii.n taKHliiq kii rage.n
achchhaa-bhalaa adiib risaale me.n mar gayaa
Athar Nasik
Ghazal
mustaqil shorish-e-tuufaa.n se rage.n TuuTtii hai.n
zabt-e-paiham se samundar kaa badan dukhtaa hai
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
fanaa kii surKH dopahro.n me.n raqs jaarii thaa
rage.n nicho.D rahe the rabaab-o-cha.ng mirii
Daniyal Tareer
Ghazal
tamaam ho ga.e ham ik nigaah-e-qaatil se
rage.n gale kii ta.Daptii rahii.n chhurii ke liye
Saqib Lakhnavi
Ghazal
sard aaho.n me.n simaT kar shiddat-e-ehsaas se
qalb kii naazuk rago.n ke darmiyaa.n tak aa.uu.ngaa
Naqqash Abidi
Ghazal
ajab hai utre dam-e-zabh un kii aa.nkh me.n KHuun
kaTii.n kahaa.n kii rage.n aur kahaa.n lahuu aa.e
Saqib Lakhnavi
Ghazal
itnaa chillaa.e.n ki qaatil kii rage.n phaT jaa.e.n
rone vaalo abhii aavaaz hamaarii kam hai
Arif Imam
Ghazal
zanjiir ban ga.ii hai qazaa sar se paa.nv tak
goyaa rage.n hai.n daam-e-balaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
zanjiir ban ga.ii hai qazaa sar se paa.nv tak
goyaa rage.n hai.n daam-e-balaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
karb se aa.ii hai nainaa.n me.n ye niilaahaT bhii
dard kii niilii rage.n dil me.n rakhaa karnaa thaa