SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahguzar takte rahe"
Ghazal MATCHES FOR "rahguzar takte rahe"
Ghazal
raah takte rahe havaa.o.n kii
phir charaaGo.n ne KHud-kushii kar lii
Nishant Shrivastava Nayab
Ghazal
vasl kii shab vo sharmaa ke takte rahe
apnaa chehra kabhuu aur kabhuu aa.ina
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
vo hame.n jab tak nazar aataa rahaa takte rahe
giilii aa.nkho.n ukh.De lafzo.n se du.aa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
tamaam raat ham ik duusre ko takte rahe
hamaare jaage the jazbaat kaise nii.nd aatii
Raakesh ulfat
Ghazal
nihaarne ke liye jab na mil sakaa manzar
ham apnii soKHta-saamaaniyo.n ko takte rahe
Nawaz Asimi
Ghazal
vaa.e mahruumii ki bas ham aasmaa.n takte rahe
yuu.n to baadal ghir ke aa.e hasrate.n barsaa ga.e
Hayat Rizvi Amrohvi
Ghazal
ik jaam-e-iltifaat kii KHaatir ai saaqiyaa
takte rahe hai.n terii taraf mai-kashaa.n udaas
Hamdam Siddiqi
Ghazal
tirii raah takte rahe agarche KHabar bhii thii
ki ye din bhii tere hisaab me.n nahii.n aa.egaa
Noshi Gilani
Ghazal
jis ko chaahaa bas usii kaa raasta takte rahe
pattharo.n kii justujuu me.n KHud ko patthar kar liyaa
aqeel nomani
Ghazal
kal raat terii yaad ko ham ne biThaayaa aur bas
takte rahe mahtaab ko kuchh yaad aayaa aur bas
Kamran Hamid
Ghazal
takte rahe jaanib-e-dar ai vaa.e
mar mar ke ba-vaqt-e-vapsii.n ham
Syed Ghazanfar Ali Ghazanfar
Ghazal
log aasaar-e-qadiima kii tarah takte rahe
likh ke ik taKHtii pe mai.n urdu zabaa.n Tahlaa kiyaa
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
aa.nkho.n me.n sitaare se chamakte rahe taa-der
ik ghar ke dar-o-baam ko takte rahe taa-der