SEARCH RESULTS
Showing search results for "rain"
Ghazal MATCHES FOR "rain"
Ghazal
aavaara huu.n rain-baseraa ko.ii nahii.n meraa
galii galii kartaa huu.n pheraa ko.ii nahii.n meraa
Anwar Shuoor
Ghazal
gaTh.Dii kaal rain kii so.nTii se laTkaa.e
apnii dhun me.n dhyaan-nagar ko ga.e kyaa kyaa log
Majeed Amjad
Ghazal
zindagii rain-basere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
ye nafas umr ke phere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
duniyaa to haqiiqat me.n hai ik rain-baseraa
ham sab to hai.n kuchh vaqt ke mehmaan KHudaa ke
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
saa.nso.n se subuk ho kar ba.Dh jaate hai.n ham aage
ye paikar-e-KHaakii to ik rain baseraa hai
Hayat Warsi
Ghazal
aa rahii hai sukh milan kii champa.ii ujlii sahar
dukh kii ye bechain a.ndherii rain kaTtii jaa.e hai
Krishna Mohan
Ghazal
ummiid ke shajar pe vo halchal nahii.n rahii
chi.Diyaa.n ga.ii.n to rain basere chale ga.e
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
shahr-e-badan bas rain-baseraa jaisaa hai
manzil par kab rukte hai.n banjaare log
Raghib Akhtar
Ghazal
Aziz Qaisi
Ghazal
Shams Ramzi
Ghazal
pau phuuTte hii duur nikal jaa.uu.ngaa 'sahar'
sansaar ek rain-baseraa lage mujhe