SEARCH RESULTS
Showing search results for "rakhe"
Ghazal MATCHES FOR "rakhe"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
KHuddaarii-o-mahruumii mahruumii-o-KHuddaarii
ab dil ko KHudaa rakkhe ab dil kaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
chal rahe the jo mere saath kahaa.n hai.n vo log
jo ye kahte the ki raste me.n bikhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
us kii yaado.n ne ugaa rakkhe hai.n suuraj itne
shaam kaa vaqt bhii aa.e to sahar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
mere hujre me.n nahii.n aur kahii.n par rakh do
aasmaa.n laa.e ho le aa.o zamii.n par rakh do
Rahat Indori
Ghazal
havaa ke dosh pe rakkhe hu.e charaaG hai.n ham
jo bujh ga.e to havaa se shikaayate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
ab itnii saarii shabo.n kaa hisaab kaun rakhe
ba.De savaab kamaa.e ga.e javaanii me.n
Rahat Indori
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
aur to paas mire hijr me.n kyaa rakkhaa hai
ik tire dard ko pahluu me.n chhupaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kal raat ko dekhaa thaa jise KHvaab me.n tum ne
ruKHsaar pe rakkhe hu.e ruKHsaar hamii.n the