SEARCH RESULTS
Showing search results for "randii"
Ghazal MATCHES FOR "randii"
Ghazal
ranDii ke chho.Dne ko jo kahtii huu.n chhe.D kar
dete hai.n gaaliyaa.n mujhe ha.ns kar javaab me.n
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
munsif nigo.Daa dekh ke ranDii phisal pa.Daa
bha.Dve ko kyaa KHayaal ho ruudaad kii taraf
Shaida Allahabadi
Ghazal
saath ranDii ke chale mirzaa jii kis shaan ke saath
dahnaa baGlo.n me.n dabaa.e hu.e baayaa.n sar par
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
us vaqt raat-raanii mire suune sahn me.n
KHushbuu luTaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
jam.a the raat mire ghar tire Thukraa.e hu.e
ek dargaah pe sab raa.nda-e-dargaah mile
Umair Najmi
Ghazal
us kii KHushbuu se kabhii meraa bhii aa.ngan mahke
mere ghar me.n bhii kabhii raat kii raanii aa.e
Saqi Amrohvi
Ghazal
sehn-e-gulshan me.n kabhii ai shah-e-shamshaad-qadaa.n
phir nazar aa.e saliiqa tirii ra.anaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har aa.ngan me.n aa.e tere ujle ruup kii dhuup
chhail-chhabelii raanii tho.Daa ghuu.nghaT aur nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
chamaktaa rahtaa hai suuraj-mukhii me.n ko.ii aur
mahak rahaa hai ko.ii aur raat-raanii me.n
Rahat Indori
Ghazal
KHushaa ki aaj har ik mudda.ii ke lab par hai
vo raaz jis ne hame.n raa.nda-e-zamaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham-ra.ng-e-dil-e-pur-KHuu.n har laala-e-sahraa.ii
gesuu kii tarah muztar ab raat kii raanii hai