SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasm-e-paabandi-e-auqaat"
Ghazal MATCHES FOR "rasm-e-paabandi-e-auqaat"
Ghazal
din ko ham un se biga.Dte hai.n vo shab ko ham se
rasm-e-paabandi-e-auqaat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
paabandi-e-auqaat-e-du.aa kis ke liye hai
raato.n kii ibaadat kaa sila kis ke liye hai
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
bas ki paabandi-e-aa.iin-e-vafaa ham se hu.ii
ye agar ko.ii KHataa hai to KHataa ham se hu.ii
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
vahii paabandi-e-auqaat vahii ma.amuulaat
zindagii ghar me.n basar hotii hai daftar kii tarah
Anjum Irfani
Ghazal
phir kisii zaKHm ke khul jaa.e.n na Taa.nke dekho
rahne do tazkira-e-rasm-e-vafaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
paabandi-e-auqaat hu.ii us se na hogii
har chand ki naazuk se kalaa.ii me.n gha.Dii hai
Qamar Iqbal
Ghazal
bas isii baat pe vo shaKHs KHafaa hai mujh se
shahr me.n tazkira-e-rasm-e-vafaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jab vaqt ke paaband nahii.n aap to ham bhii
paabandi-e-auqaat ke paaband nahii.n hai.n
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
aagaah-e-rah-o-rasm-e-mohabbat hai.n jo aashiq
vo KHud ko fuGaa.n se kabhii rusvaa nahii.n karte
Naresh M. A
Ghazal
zinda ho rasm-e-junuu.n kis kii navaa-rezii se
ab rahaa kaun yahaa.n sho.ala-ba-jaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
hurmat-e-mai kaa hai us rind ke daaman pe lahuu
jis ko paabandi-e-auqaat nahii.n hai saaqii
Bismil Azimabadi
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
paabandi-e-rasm-e-bar-tarf kyuu.n ai maut
un ke bhii kiye hai.n tuu ne qaidii aazaad