SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasta"
Ghazal MATCHES FOR "rasta"
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
yahaa.n kisii ko ko.ii raasta nahii.n detaa
mujhe giraa ke agar tum sambhal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat ko.ii mas.ala nahii.n
ye to vo raasta hai ki bas chal pa.De ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ye ek mela hai va.ada kisii se kyaa legaa
Dhalegaa din to har ik apnaa raasta legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
mohabbato.n me.n ajab hai dilo.n ko dha.Dkaa saa
ki jaane kaun kahaa.n raasta badal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
taqliid kii ravish se to behtar hai KHud-kushii
rasta bhii Dhuu.nD KHizr kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
mujh ko bhii shauq thaa na.e chehro.n kii diid kaa
rasta badal ke chalne kii aadat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
apnii talaash apnii nazar apnaa tajraba
rasta ho chaahe saaf bhaTak jaanaa chaahiye