SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasta"
Nazm MATCHES FOR "rasta"
Nazm
tanhai
so ga.ii raasta tak tak ke har ik raahguzaar
ajnabii KHaak ne dhundlaa diye qadmo.n ke suraaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
galii ke mo.D pe suunaa saa ko.ii darvaaza
tarastii aa.nkh me.n rasta kisii kaa dekhegaa
Bashar Nawaz
Nazm
KHwab jo bikhar gae
bahut dino.n me.n raasta hariim-e-naaz kaa milaa
magar hariim-e-naaz tak pahu.nch ga.e to kyaa milaa
Amir Usmani
Nazm
hitch-hiker
aaj is shahr kal us shahr kaa rasta lenaa
haa.e kyaa chiiz Gariib-ul-vatanii hotii hai
Ahmad Faraz
Nazm
akele
kis qadar siidhaa, sahal, saaf hai rasta dekho
na kisii shaaKH kaa saaya hai, na diivaar kii Tek
Gulzar
Nazm
hamare ustad
manzil-e-ilm ke ham log musaafir hai.n magar
raasta ham ko dikhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
nazrana
raasta bhuul gayaa, yaa yahii manzil hai mirii
ko.ii laayaa hai ki KHud aayaa huu.n ma.aluum nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
duniyaa ke rang anokhe hai.n
jo mere saamne rahtaa hai us ke ghar me.n ghar-vaalii hai
Meeraji
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
an-pa.Dh thaa aur jaahil qaabil mujhe banaayaa
duniyaa-e-ilm-o-daanish kaa raasta dikhaayaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
ek dost ke nam
ki baarish ko vaapas aane kaa rasta kabhii na yaad hu.aa
baal sukhaane ke mausam an-pa.Dh hote hai.n!
Parveen Shakir
Nazm
teri yaad
apnii ruuThii hu.ii taqdiir ke Gam-KHvaaro.n me.n
apne ham-manzil-o-ham-raasta fankaaro.n me.n